My creations_2
Chal chala main gumshuda kahin chala,Manzil ki khabar nahi phir bhi main chala.
Raah dur tak kahin ko jaati hai,
Kadam chhitijh ko chuune ko badhti hai.
Musafir koi bhi nazar nahi aata hai,Safar bhi ab to mushkil dagar sa lagta hai.
Nikla hun kai baar doob k isi kashti me,Gaam chupe aaye hai khusiyon k baarish me.
Sambhala kai baar apne aap ko ulat k girne se,Ab dard k daastan hi nikalte hai muskurate hue laabon pe....
Comments
Post a Comment